Aapka Sarmaya, Hamari Zamanat, Yakeeni Munafa
PakTradeWay ka Silent Investor Model un afraad ke liye design kiya gaya hai jo e-commerce ki tezi se barhti hui market ka hissa banna chahte hain, lekin unke paas time ya experience nahi ke woh khud business operations manage karen. Yeh model aapke sarmaye ki hifazat aur yakeeni munafa ka wada karta hai.
Silent Investor Model ka process bilkul saaf aur seedha hai:
Aap muqarara raqam PakTradeWay ko ada karenge, jo agreement mein wazeh ki jayegi.
Aapke sarmaye par 100% zamanat hogi. 13 mahine ki muddat ke ikhtitam par aapki asal investment raqam aapko mukammal taur par wapas mil jaye gi.
Yeh is model ko bilkul risk-free banata hai, kyunki aapke sarmaye ka nuqsan hone ka koi khatra nahi.
Sirf apni investment ki raqam ko waqt par ada karna.
PakTradeWay par bharosa rakhna.
Progress ko monitor kar sakte hain.
Har mahine 5% yaqeeni profit aapki investment par.
Aapki asal investment raqam ki mukammal hifazat.
Nuqsan ka koi khatra nahi.
Aap sirf invest karte hain aur munafa kamate hain.
Aapki investment qanooni agreement ke zariye mehfooz.
1 lakh se 50 lakh tak ki investment range.
Un logon ke liye aik behtareen mauqa hai jo guaranteed returns aur sarmaye ki mukammal hifazat ke saath invest karna chahte hain.